Unnamed: 0 int64 0 15.6k | Sentences stringlengths 1 2.4k | Labels stringclasses 4
values |
|---|---|---|
400 | aslaam . 0 . alikum jee aisa bilkul nahi hona chaiiya hamari hukumat ka bas chalay to wo insan k sans lanay par bhi panbandi laga dain allah karay koi zardari ko sabaq sikha dy ameen | neg |
401 | aslam alaikum ! muslmanoo ki saaf saaf kamzori nazer ati hai . aik aik kar kay sab ko maren gay or hum sab sirf dakhay gay . waslam to all buzdil muslman | neg |
402 | aslam o alekum ! ye lamha fikaria hai pakistani cricket k liay . agr main such kahon tu pcb iss baat ki zumydar hai , agr pcb jag rahi hoti or us ki nazar players per hoti tu ye nobat hi na ati or dosri baat agr ye nobat aa bhi gai thi tu phir pcb kuch hosh k nakhun laiti or icc se pehly players ko suspend ker k khud i... | neg |
403 | aslam o alikum . han aj hum halt e jang main hain aur is ki sab sy bari wajha bhee ham khud hain. | neg |
404 | aslam o alikum . han aj hum halt e jang main hain lekin doosron ko blame kernay ka kia faida jab hum khud hi iss halat k zimadar hain tu . humaray pyaray nabi muhammad ( pbuh ) ka farman hai jo qom jesi hoti hai uss per wesy hi hukmran musalt ker diye jaty hain . aj apnay hukmran ko daikh k hum apna khud andaza laga sa... | neg |
405 | aslam - o - alaikum kia hall hai all pakistani . ye ju be kia hai is nay bohat galt oor pakistan kobdnaam karnay wali harket ke hai . zulqarnain iss main koi raz hai jo chupa hua hai | neg |
406 | aslam - o - alaikum ye pakistan ko badnaam kerny waly baat aur harkat ha | neg |
407 | aslam - o - alekum ; media se arz he k aise program n dikhaya karen pls , khudkushi ho ya sexmaker girls or boys drame , is se manfi asr horha he | neg |
408 | aslamwalekum : ghariya 1 ghanta agge karne se koi faida nahi hoga .. balke ulta ye nuksan he ke subha bacho ko school jane me dushwari ho rhai he .. bacho ki neend pori nahi ho rahi he .. school se be teacher ki shakyat a rahi he k bache school me sojate he . meri goverment se appel he k wo time ko apne sahi waqt pe le... | neg |
409 | assalam alaikum ... main aik dafa maghrib ke time pe sindhi muslim society ke chowk se shara e faisal ki taraf walk karte hoye ja raha tha .. k do bande aaye , aik bike pe betha raha aor doosre ne gun point pe mujh se mobile bhi chheena aor wallet bhi le liya aor apni gun ke butt se mere sar pe zakham karke lines area ... | neg |
410 | assalam o alaikum ye sb jali degrees ko ghalat sabit karne ki saza hy ... hukumat bs apni ayashion mein masroof hy usay awam ki koi prwah nhn k un k taleemi qatal kiya ja rha hy ye ba pass mnas kese phd scholars k mustaqbil ka faisla kar sktay hain .. | neg |
411 | assalam - o - allaikum . nawaz sharif aur asif zardari ki waja se awaam ko nuqsan pohanch raha hai . yeh nahi ke app ko saari awaam nay sadar ya jo kuch bhi banaya hai app us ka faida uthayen . app kehte bohat kuch hain per karte kuch bhi nahi . sirf apni kursi ke baare mein sochte hain . plz kuch gareeb logon ka khaya... | neg |
412 | assalam - o - alikum jaha tak humay lagta hai k kisi pay bilawaja naam lagnay say phlay sochna chaheya k jis pay nam laga rahay hain dashat garde kya wo hai b k nai . hum apnay say he soch k logo par nam laga rahay hain k dashat gard ye log hain wo log hain jo k ghalat hai agr hum log nam kisi pay laga k uny ghalat kah... | neg |
413 | assalam - u - alekum !! face book ka istimal bikul ghalt hai khas kr k nojawan nasl k lye .....!!!! | neg |
414 | assalam - u - alaikum , jaisa ke dekhne mein aa raha hai hamare pakistan ke halaat bohat kharab ho chuke hain . aur awam bhi har tarha se parayshan hai . is ki bohat wajuhaat hain . mehangai bohat zyada hai incom kam hai , load sheding ka problem hai . logon ko raaste par loota ja raha hai . kisi ko kisi ka khayal nahi... | neg |
415 | assalam . o . alikum pehli bat tu yeh hai k jo hamare mulk ka sadar banke bethay howa ha woh uska layek nahi hain . unha ata ha tu sirf yahi k paisay kahan laye jyein america se bheek kaisa mangi jaye . aur hoi bat hamare hukumat ki tu mashallah se jab sadar aur wazere - azam aisa ha tu hukumat kiya hogi janab hamare b... | neg |
416 | assalamoalaikum sharif brodran k saath na insafi hui . halankah mera wote bhee nahee he . aur governer raaj lga ker ghalt kya . main abhi pakistan se aya hun bare bure halat hain . itne bure halat mene pehle kabhi nahee dekhe . din dehare garon ko lut lea jata he . hakumat naam key koi cheez nazer nahee aati . zardari ... | neg |
417 | assalamoaleikom ... awam ka ghussa kion berhta hi ja raha hai ? tu arz hai k insaan k kirdar aur ikhlaak ka sab se barra dushman uss ka nafs aur bhook hai ... in do ki azmaesh mein jo pora utra jeet ussi ki hai , jab hr ummed toot jaee , taleem khandan , izzate nafs , digree , personality , kabliyat hote hue b haram k ... | neg |
418 | assalamoaliekum dheshat gard kon hai ? hm .. musalmaan apne liye apne amal se hai , sirf apne liye kyon k os ne apni deen dari chor di hai jis k tehed ... ab dheshat gard paida howay hain , jeise jeise amaal mei kami aati rahi waise waise dheshat gardi bharti rahi aur yeh silsila jari hai . dheshat gard wohi hai jo apn... | neg |
419 | assalamoylkum bhai media ki to jitni tareef ki jay kum hay saray kaam apni news chamkanay kay liay hotay hain bhalay ghalath ho yeh sahi jis main publicity horahi hay sirf " lall masjid " " remon davis " or bohat say asay kaam kartay arahay hain jis say islam or pakistan ka mazaq banay dosray mulkon main her dosray ki ... | neg |
420 | awaz uthao apne mulk ke liye k hame aise leader nai chaye jo hamare mulk ko bech dey ... | neg |
421 | assalamu alikum ... mere dosto aj hamara mulk jis halat me bhi hai in sab ka zimadar hamare mulk k leader hai . jin ki waja se aj hamare mulk me bomb blast ho rahe hai har jaga qatle aam horaha hai . yeh leader jo hamare dushman mulk ke sath mile howe hai un ki wajase aj hame yeh din dekhna par raha hai dosto ... paki... | neg |
422 | assalmualikum remand devis ko reha nahi karna chaiye tha qannon sub ke liye baraber huna chaiye docter afia ko 82 years ke saza suna de or is remand deves ko reha kar deya remand deves ne tu do do qatal kiye the ye bohut ghalat huwa hy hamari mulk ka president hi **** hy thank u | neg |
423 | asse kam dard hukamrano par lanat keh apne muslim baye ke mushkelat mai hesa nahi lete | neg |
424 | asslam o alikam je mein ny sirf yeh hi kahna ha ky pak tvs par dosry mumalk ky dramy nahi dikhan chahiyan | neg |
425 | asslama - o - alikum bilkull face book band hooni cahiyah is liyah ek tu yah time ka bilkul zia hay or is per ghustakhana adv . aatay hain is say bahter hay loog kuch or ker lain . student study kernay ka bajay friends say fazool kisim ki bataoon main lagay rahtay hain ............. is ko pakistan say band kia jay plea... | neg |
426 | astaghfirullah !! 100 tola gold aur gari b kam hai uffffffff ;);) | neg |
427 | aun zara ...... hahaha ..... kuch to creative hojao ..... naqalchee bandaron ne indiian movie veer zara ka naam chura liya | neg |
428 | aun kabhi kabhi bohot overacting kerta hai aur uss ka kirdaar ( character ) bhi itna acha nahi likha hua hai ... aik jawan parha likha aadmi ( aun ) jab bachon walee herkaten kerta hai to kuch ajeeb pagal aur khiska hua aadmi lagta hai ... hansi bhi nahi aati aisi bachkana herkaton per ... ulta boriat hi hoti hai . bed... | neg |
429 | aun kay liye gher - damaad ban - na hi behtreen saza hogi . aun ko jab zara kay abbu say khoob ragraa lagay gaa to phir daadi yaad aayengi ..... end kay scenes zabardast thay .... bara maza aya ... hahaha .( ◕‿◕ ) | neg |
430 | aun ki sazishain bohot jald be - naqaab honay wali hain .... ab dekhna ye hai kay zara , daadi aur baqi gher walay aun kay saath kiya sulook kertay hain :) | neg |
431 | aur i guess sanam jung ki job b chali jani ha | neg |
432 | Jang mulkon ko bohat bara jani aur mali nuqsan pohanchati ha | neg |
433 | aur baqion nay kaun say karnamay anjam diay hain aj ? khud apnay waqat main sab nay kitnay markay maray thay ? | neg |
434 | aur tum aik badshakal bhoot lagtay ho ... gosho0o urf ghost | neg |
435 | aur tum pagal ho , jisay ye bakwas drama interesting lag raha hai . | neg |
436 | average drama ! maza nahi aaya . | neg |
437 | awam ko bawakoof banaya ja raha ha | neg |
438 | awam so ri hai mat jagaen in ko soya rhnay den y ab nahin jagen ge in ko zalim hukumran pasand hai kyunkay y khud zalim ha | neg |
439 | aya na pteecher khan apni auqat p biabaanoon mein jalsian ker ab kahan gaeen voh dchowk ki dhranian aur pteecher bharkein | neg |
440 | aye masrufiyat sy wabsta mery apno , aik baat to btaoo ! mery janaze me to aao gy na . | neg |
441 | ayesha khan and sameera fazal ... wow ... what a great combination ... chalo abuse / troll karny k leye b koi drama hona chaye | neg |
442 | aynda hope soo ni aaongi | neg |
443 | azar ki khudkushi aik bilkul ghalat & amp ; buzdilana kaam tha jiss ki koi zaroorat nahin banti . bohot unrealistic thi ye khudkushi . bewaqoof rameen ki mushkilaat akhir kaar khatam hueen yasir nawaz kay gher bohonch ker . 3 larkiyon main se aik to yasir ki apni beti hai . :) end main rameen ki shaadi yasir se hi hogi... | neg |
444 | azar , minal aur uss ki ammi sub bohot bewaqoof hain . mujhay pehlay hi andaza tha kay numair itni jaldi nahin pakra jaskata . rameen ki ammi bohot ghalat ker rahi hain minal ka gher bachanay kay liye . iss tarah to numair type kay logon ko aur moqa milta hai mazeed gand machanay kay liye . numair acha aadmi hay hi nah... | neg |
445 | azfar rehman aur mehwish hayat achhay lagay aik saath lekin dramay ka script kamzor hai . overall bohat bura drama ha , waqt ka zya ha . | neg |
446 | azlaan bara hee bewaqoof business man hai . dumbu ne apnay aur friends kay saray pesay aik company kay shares main invest ker diye , koi pagan hee karega iss tarah kaa business . sirf aik class " intro to bussiness " ki le li hoti to ye naa hota . :) | neg |
447 | baba hum sharminda hainkin kin logo ko aap ke naam se joda jaata hai | neg |
448 | bahi kuch new face to samnay laoo hum in sub hukmranoo say bhoot tang a chukay hain bahi ho ya koi or awam ka jeena mushkil ho raha hai .... ( think ) | neg |
449 | bahoot acha howa k shoib akhter par pabandee lag gai . pir nahi kare ga | neg |
450 | bahut khoob shahid bhai , cricket me zero to footbal ka lutf | neg |
451 | bb ke wazarat khatray may hay ab nahi bolay gee tu kab bolay gee | neg |
452 | bhai software download nahi ho raha, mayosi ha, koi or link bta dein plz ya is link se download ka tareeqa bta dein . | neg |
453 | bht hi bakwas cell ha ye | neg |
454 | bhai wo to wahan se delete ho chuka hain koi aur rasta btado, is ka koi faida nahi . please | neg |
455 | bjp ka sub ko pata hay k ye katr hundo entha pasand jamat hay . es amal se es jamat ka chehra khul kar sari dunya k samnay aa gia hy . | neg |
456 | bohat bakwaas set hay | neg |
457 | bohat he bora faisla tha zulqarnain haider ku saza deni chayea take koi be dobra hamari payare pakistan ka naam badnaam na kare | neg |
458 | bohut hi bkwas set ha | neg |
459 | btw yeh islamabad lockdown kia bani gala lockdown mein tabdeel hau gia ha ratoon raat | neg |
460 | bull fighting , boxing aur wrestling jese khoni khelon per mukammal pabandi lagadi jai | neg |
461 | baap tu besharam hai hi baita uss se bhi ziada besharam hai | neg |
462 | baat bilkul sahi jab tak hasan nisar certificate na de mulk se muhabbat sabit nahein hau sakti bhonka anchors ne jab fesla de dia ha tau commission banany k jurat ab raj kareiga bhonka aur sirf bhonka | neg |
463 | baat hai tu sach magar hai ruswai ki sponsored links | neg |
464 | baat ka batangar na banao | neg |
465 | baat yeh hai k hamara media dunya ka bagairat tareen media hai . usay apnay national interest se koi garz nahin hai hai . hamid mir jaisay log jo khud corrupt hain wo corruption ko kia uncover karain gay ?????? geo ganda tareen channel hai . isay apnay mulk ka koi khayal nahin hai . abe tak is jhootay drama main koi ch... | neg |
466 | baba ji aap ko kiyani nay 5 saal mu laga lia tao wo farishta ho gaya kamran kiyani ki apni kia auqat thi keh wo corruption kerta | neg |
467 | baba theek kehta ha g sab kuch sabit ha bas yeh sharif hein h chakkar baaz jab b kuch sabit hauta ha yeh muk muka kar letey hein dexein ab babay k saath kab muk muka hauta ha | neg |
468 | babal nahi raha badal gaya hai khyber pakhtunkhwa originally posted by salma k khan | neg |
469 | bachi ki herkaten chalaak mature aoraton waali hain . iss umer ki bachi itni chalaak nahi hosakti . | neg |
470 | bachio corruption hoti hai paisa kahia jata hai lekin ais ka badla qoum inteqab me leti hai kion ke hum inteqabat rig kar ne me mahir hain ais laye ham se badla leena tumhare baas me nahi he | neg |
471 | bachoo ko immunity is he gone crazy waisay nawaz sharif ne apnay corrupt baap ko khudh use kya tha apnay app ko bachanay kaley laaanat hai aisi aulad per jho murda baap ko banaam kartay hai apnay app ko bachanay kaley laaaannnti character | neg |
472 | bad naseeb jb khud ko kaha jye to khush naseebi naraz ho jati hai , lakin ham to ha hi badnaseeb . | |
473 | bad phone bohat jalde garm ho jata hai wise ram 512 mb hai kam nahe karta | neg |
474 | bada teri chelle hovi kachaloo jaisa maun hai yeah bataoo yeah haram ki maal jo business chala rahe hoo ais ka paisa kahan hai aya . | neg |
475 | bada afsoos howa yeh sun kar ka dunya ki 300 universities mai ek b muslim country ki university include nahi hai , yeh report bilkul wazia karte hai k hum taleem aur technology mai maghrabi countries se kitne peeche hai ka woh hum se 300 sal aagay ja chuke hai agar hamare govt ne ya to app you kehai ko tamam islami cou... | neg |
476 | badtameez narmeen kay liye aik thappar kaafi nahin thaa .. shaiq , narmeen ko 2 yaa 3 chaamat lagaye aur talaq de ker chhutti karay . | neg |
477 | badtameez soni kay saath pata nahin kiya masla hay , her waqt gund hi machati rehti hai aur ooper say her waqt gaye ( cow ) ki tarah kuch na kuch cherti bhi rehti hai paglot . | neg |
478 | badtameez sahab ab " cute bacha " bun gaye . •‿• | neg |
479 | badtameez sahab her waqt hi net per bethay rehtay hain… koi kaam nahi . | neg |
480 | badtameez tinday ko sub pata hai .... hahaha | neg |
481 | baharophoolbarsao mera # mardood aaya hay # modi ' s visit . | neg |
482 | bahi @ iam ahmad shahzad sa kuch ikhtelafat chal rai ha kea ?? Bury baat. | neg |
483 | bahi wo rang o sooror ki pictures nahi hain shah sahab kay door ki,,behoda hain | neg |
484 | bahu alishba to bari laraka aur badtameez hai wo sulah nahi karegi | neg |
485 | bahut hi achy sawalat kiay hain aapny , magarr ye tu koi baat hi na hoi kay baqi kay members koi sawal na karain .... | neg |
486 | baicharaa dani issey phir se jandi dikhaa di | neg |
487 | baikar set | neg |
488 | bakar mubash kuch kia kar , aur kuch ne to pajama udahr kar seaa kar | neg |
489 | bakwaas turkish drama .. | neg |
490 | bakwaas ho gya drama ye daikhna bekaar hai | neg |
491 | bakwaas or betukka c telefilm .. fazool | neg |
492 | bakwaas tareen kahani !!!!!! iss dramay ki writer faiza iftikhar & director fahim burney , dono hi sathiya gaye hain !!!!!!!!!! | neg |
493 | bakwas | neg |
494 | bakwas darama hy sub k sub characters nafsiati mareez hen . na baron ka adab hy is men na islami qadar . molvi tak galat taleem dy rahay hen ghalat sikha raha hy molvi bhi . kisi ak ne bhi ye nae sikhaya k baron ka adab kaisay kartay hen | neg |
495 | bakwas movie .. adhe se ziade actors ko toh acting hee nhn ati bus location kuch ache han or lerki | neg |
496 | bakwas drama isko reality maii kasa pash kara gah time zia hoa mera -_- fml | neg |
497 | bakwas dramay ko zabardasti khench khench ker lamba kerdiya hai . khahani mein ab kuch bacha nahi tha iss liye teesri nasal dikha di . iss kay baad phir jahangir kay potay ( grandsons ) hongay , phir per - potay hongay… . aur ye bekaar drama kabhi khatam nahi hoga . | neg |
498 | bakwas end tha . bilkul maza nahin aya . | neg |
499 | bakwas film . Mukamal waqt ka zya ... | neg |
Subsets and Splits
No community queries yet
The top public SQL queries from the community will appear here once available.